Do you know
Zindgi ke shor. Jimmedariyon ki aapa dhapai, riston naton ki galiyon , kya khoya kya paya ke bazaron se aage soch ke raste pe kanhi aisa nukkad aata hai. Janha panhuch kar insan ekaki ( alone) ho jata hai. Tab shabdon ke rangon se aanokhi tasveeren banti hai. Kavita aur geet sapnon ki tarah aate hai aur kagaz par apne ghar hamesha ke liye bana lente hai. Likhne aur pdhne walo me main ki deewar tut jati hai aur duniya ki har dhadkan ek dil me simat jati hai.
Visit Sexy Ink Girls for daily updated images of art collection